Hoke majboor mujhe usne bhulaya hoga With Lyrics
wwwVisliCom
http://www.visli.com/rafi: hoke majboor mujhe usne bhulaayaa hogaahoke majboor mujhe all: usne bhulaayaa hogaama: zahar chupke se davaa all: jaanke khaayaa hogaahoke majboor mujhe usne bhulaayaa hogaahoke majboor mujhebhupen: dil ne aise bhi kuchh afsaane sunaaye honge -2ashq aaNkhoN ne piye aur na bahaaye hongeband kamre mein jo khat mere jalaaye hongeek ek harf jabin par all: ubhar aayaa hogaahoke majboor mujhe usne bhulaayaa hogaahoke majboor mujherafi: usne ghabraake nazar laakh bachaayee hogi -2dil ki luTti huyee duniyaa nazar aayee hogimez se jab meri tasveer haTaayee hogi -2haay..har taraf mujhko -2 all: taDaptaa huaa paayaa hogaahoke majboor mujhe usne bhulaayaa hogaahoke majboor mujhetalat: chheD ki baat pe armaaN machal aaye honge -2Gham dikhaave ki haNsi mein ubal aaye hongenaam par mere jab aaNsoo nikal aaye honge -2(sar na kaaNdhe se) -2 all: saheli ke uThaayaa hogaahoke majboor mujhe usne bhulaayaa hogaahoke majboor mujhemanna: zulf zid karke kisi ne jo banaayee hogi -2aur bhi Gham ki ghaTaa mukhDe pe chhaayee hogibijli nazroN ne kai din na giraayee hogirang chehre pe kai roz na aayaa hogaaall: hoke majboor mujhe usne bhulaayaa hogaazahar chupke se davaa jaanke khaayaa hogaahoke majboor mujhe.
Tags
